Es joothi duniya mein, Sabse jootha hai ensaan. Fhir bhi kehta hai sabse voh, Dekho meri shaan. Joothe uske vaade hai, Aur jootha hai emann. Bas khab hi uski chahat hai, Aur khab hi ek pehchaan. Pata bhi hai en khabo ko, Khabo mein meri jaan. Sach ki esko kuch khabar nahi, Jooth hi eska kuraan. Kyu ki es joothi duniya mein, Sabse jootha hai ensaaan.
A collection of blogs, poetry, sketches, and insights