Skip to main content

Posts

Showing posts from November, 2002

Aaati jaati lehroh par toh

Aaati jaati lehroh par toh aana jana achcha hai,(1) Aur jo aana jana na ho, dur-hi rehna achcha hai.(2) Manjil usko kaha milegi, dhube se joh darta hai, Pehle se hare jane se, khoshish karna achcha hai.1,2 Voh baatein jo chubti,jalti,maar girati hai sab ko, Un baatoh ka bhool hi jana ,yaad na aana achcha hai.1,2 Dost ya dhusman naam hai badala,Soch-cho toh ensaan hai ek,Aese ensanoh se bachkar, paar nikalna achcha hai. 1,2 Haar jeet ko pare hataakar, khel jo jisne khela hai, Unke saath na khel khelkar, haath milana achcha hai.1,2 Khoshish karlo haar milegi tede se, yaa maede se,Jhuthi samaj ki jeet se behtar, sach ka daman achcha hai.1,2    English  Translation: Isnt it better to swim in the direction of currents while swimming and Isnt it better to stay away from ocean if you dont will to swim. the one who is scared will not reach its destination, because he is afraid of getting drown in between, but isnt it better to try and then loose rather then just pr