Skip to main content

Posts

Showing posts from July, 2008

Insaaniyat ka falsabaa

Mankind in its Real Form Insaaniyat ka falsabaa, Insaan hi toh hai. Haivaniyat ki kok joh, Insaan hi toh hai. kudrat bhala kyu chiik-taa, Pooja joh uski ki, tohmat usse jisne bhi di, Insaan hi toh hai. Sansaar ko savaarta, raahat mein lekin phir, Thak haar ke bigaadta , Insaan hi toh hai. Ek chout bhi lagni jise, Munkin nahi magar, Khud hi savayam ko chirrta, Insaan hi toh hai. Kudrat esse maafi bhi de, Yeh le bhi le toh kyu , Maafi Jise zillat lage, Insaan hi toh hai. Ag-Gyann mein Gyaani bane, Hai dekhta khudko, Har Jeet mein joh haar-rata, Insaan hi toh hai. Apne karam ka phal kabhi kadava lage toh phir Bhagvaan ko bhi de saza, Insaan hi toh hai. Mandir mein thouda daan, Kar shukh maangta haq se, Apna dharam khud bechta, Insaan hi toh hai. Har phool ki maasumiyat, ko das liya jisne, Woh Besharam woh Behaya, Insaan hi toh hai. English Translation: An overy of devils is Human being indeed, and flourisher of humanity is Human being in

Khuch Roz se Dil ne Hummein

Khuch Roz se Dil ne Hummein bimaar bana rakhkha hai Mehboob ke didaar ko ghar baar bana rakhkha hai. Dil jo meri ek baat pe yu de-r tak barasta tha, Ek bhoond ko muddat lage lachaar bana rakhkha hai Dil kal mere har raaste ki manjiloh ka noor tha Pairo tale har raasta bekaar bana rakhkha hai. Us aur se chahat abhi es aur tak aayi nahi, Dil ne magar us shaskhs ko dildaar bana rakhakha hai English Translation: From last few days this heart have made me helpless, Remembering/meeting with her is the only work he do. This heart which on my one wish helped me like anything, suddenly this days he just didnt listen to me and have become useless This heart was my dearest friend and we use to go on many places one after another, but this days every where I go I reach nowhere. She have not yet accepted my love until now but still he has asssumed by default 'YES'as her answer and made her his queen, his beating, his soul.

Vakt har chiz ko har vakt badalte rehta hai

Dharam se Dekho Vakt har chiz ko har vakt badalte rehta hai, Gehri sachchaiyo  ki gunjati hawa DEKHKHO Khuli joh aakh ne dekha mehez woh sapna hai, Dharam ki aakh se duniya ki Hakikat DEKHKHO Ghane andhero mein humne bas ek rang dekha Dharam ki roshni se ab anek rang DEKHKHO Yu apne aap ko dhouke mein qaid mat rakhkho, Khule ghulab si maan mein chupi umang DEKHKHO English Translation: Each and everything is changing every movement nothing is constant,nothing,not a singke thing, come SEE this deepest profound truth of this nature. Whatever you have seen until now its just a dream and nothing more, Use the eye of Dhamma to crosscheck this and SEE the naked truth. We have seen just one color[black] until now cause we were surrounded by dense darkness all the time,Use Dhamma as a bright torch and SEE countless more colors surrounding you. Dont tie and bound yourself by cheating and lieying to yourself.Instead SEE a new dimension within your soul and bless j

Yeh khubsuratee bhi kya kamaal karti hai

Beauty Yeh Khubsuratee bhi kya kamaal karti hai, saral si chiz ko yu bemisaal karti hai. Nazar se moh ke jigar ko qaid mein rakhkar yeh apne aashiko ka yu shikhar karti hai Javaab de bhi de toh koi kaise kya daiga Yeh lajavaab sa har ek savvaal karti hai. Sabhise thoudi thoudi bhoound-bhoound le-lekar Kisiko madh bhari jil-mil Phuvaar karti hai English Translation: This Beauty is so amazing by the way its play It turns so simple thing into a wonderful gem. It starts by attracting through eyes and slowly slowly capture the heart from there on and in this way it hunts its lovers and appreaciators. How will somebody will be able to give an answers to her questions because she ask such questions which have no answers at all. It grabs small amount of beauty bit by bit from everybody and then blessed that special some body and make her so attractive and lovable among all.

Yeh dil na-samjii mein

War between Dhamma and Desires Yeh (dil) na-samjii mein jaane kaisi kaisi baat karta hai, Na jaane kaunsi chizoh pe kya-kar kitna marta hai. Esse har pal rulaane rang-bi-rangi aas aati hai, Na chahe phirbhi roune ko nayi yeh aas karta hai, Yeh na-samjii mein jaane kaisi kaisi baat karta hai. Dharam ka naam lekar aas se ladhkar abhi khush hai, Magar phir ladte ladte jeetne ki aas karta hai, Yeh na-samjii mein jaane kaisi kaisi baat karta hai. English Translation: This heart in its ignorance deisres so wierdly, It dies on different things, at different levels by doing so many different things. Desire comes near by the heart to hurt him and cause him pain, the heart replys back by desiring more, unnoticingly. The heart uses Dhamma to fightback and feels relief for a while but then suddenly unnoticingly inbetween it again start to desire to win the battle ans so looses.