Skip to main content

Vakt har chiz ko har vakt badalte rehta hai


Dharam se Dekho

Vakt har chiz ko har vakt badalte rehta hai,
Gehri sachchaiyo  ki gunjati hawa DEKHKHO

Khuli joh aakh ne dekha mehez woh sapna hai,
Dharam ki aakh se duniya ki Hakikat DEKHKHO

Ghane andhero mein humne bas ek rang dekha
Dharam ki roshni se ab anek rang DEKHKHO

Yu apne aap ko dhouke mein qaid mat rakhkho,
Khule ghulab si maan mein chupi umang DEKHKHO

English Translation:

Each and everything is changing every movement
nothing is constant,nothing,not a singke thing,
come SEE this deepest profound truth of this nature.

Whatever you have seen until now its just a dream
and nothing more, Use the eye of Dhamma to crosscheck
this and SEE the naked truth.

We have seen just one color[black] until now cause
we were surrounded by dense darkness all the time,Use
Dhamma as a bright torch and SEE countless more colors
surrounding you.

Dont tie and bound yourself by cheating and lieying to
yourself.Instead SEE a new dimension within your soul
and bless joy and happiness to yourself by the help of
Dhamma.

Comments

Popular posts from this blog

Chikh tanhai mein Jaa kehti hai

Ghor Sach ka Ehsaas Chikh tanhai mein Jaa kehti hai, Guftagu dil mein lagi rehti hai. Zakhm houta hai be-asar lekin, Chout koune mein dabi rehti hai. Roz kiske hai kar rahe dhoukha, Aakh yeh soch mein jagi rehti hai. Khush hai woh aaj uske cehre pe, Dekhiye kab talak hasi rehti hai. Jindagi maut se milne ke liye, Haal ho khuch bhi saji rehti hai.

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.