Skip to main content

Posts

Showing posts from August, 2021

Zara zara dil ki

Here are the overlaid Hindi lyrics as I promised 😇 sorry to the original poet, I am sure I have screwed up the actual meaning. Sorry to the original author 🙏 Zara zara dil ki Dil se baatein karuu.. Teri nazaroh mein Doobuu ya main taruu.. Zara zara dil ki Dil se baatein karuu.. Teri nazaroh mein Doobuu ya main taruu.. Tujhe kya main naam du Teri kya misaal du Jaise baadal mein chippi hai Boodein hazaaroh par unse alag hai tu, Jaise phholoh main chippi hai Khusbhoo ghulab ki par unse alag hai tu, Zara zara dil ki Dil se baatein karuu.. Teri nazaroh mein Doobuu ya main taruu.. Ek tuk tujhe dekhu Dekhke yeh sochu Kya yeh mujhe ho gaya Kiasi yeah Ajab si pyas hai Dabi dabi aas hai Dil ki kitaab pe Haatoh pe main likhkhu Har jagah naam tera Kiasi yeah Ajab si pyas hai Thoudi thoudi khaas hai Tu joh hase toh sukoon mile... mere Jeevan mein aasha ke rang bhare Tu mujhe mere hi pass mile.. jab bhi Dhhoodhu tujhe band aakh kare Etna pyaare kyu tu lage mujhe yeah bata Sathiya beliya tujhe kis

Chandani aa, aake reh ja

Here are the overlaid Hindi lyrics as I promised 😇 sorry to the original poet, I am sure I have screwed up the actual meaning. Sorry to the original author 🙏 Chandani aa, aake reh ja, meri do aakho main, Neend bhi la, chain bhi la, meri do aakho mein. Chandani aa, aake reh ja, meri do aakho main, Neend bhi la, chain bhi la, meri do aakho mein. Mera dil, mera dil, mera dil gaaye Etna kyu, dil usko, dil usko chahe! Dil pe kaise zor kare, Dhadkan bhi ab shor kare, Janmo ka rishta lage, Uske bin dil na lage. Skipped next two line/para. Bit hard. Kare bhi to dil kya kare, dheeme Dheeme aahe bhare, hua bura haal mera! Mera dil, mera dil, mera dil gaaye Etna kyu, dil usko, dil usko chahe! Chandani aa, aake reh ja, meri do aakho main, Neend bhi la, chain bhi la, meri do aakho mein Chandani aa, aake reh ja, meri do aakho main, Neend bhi la, chain bhi la, meri do aakho mein Jaadu uski aakhein kare, Baatein bhi madhosh kare, Voh bane humdum mera, Etni si bas hai dua. Skipped next two line/para