Skip to main content

Zara zara dil ki

Here are the overlaid Hindi lyrics as I promised 😇 sorry to the original poet, I am sure I have screwed up the actual meaning. Sorry to the original author 🙏

Zara zara dil ki
Dil se baatein karuu..
Teri nazaroh mein
Doobuu ya main taruu..

Zara zara dil ki
Dil se baatein karuu..
Teri nazaroh mein
Doobuu ya main taruu..

Tujhe kya main naam du
Teri kya misaal du
Jaise baadal mein chippi hai
Boodein hazaaroh par unse alag hai tu,
Jaise phholoh main chippi hai
Khusbhoo ghulab ki par unse alag hai tu,

Zara zara dil ki
Dil se baatein karuu..
Teri nazaroh mein
Doobuu ya main taruu..

Ek tuk tujhe dekhu
Dekhke yeh sochu
Kya yeh mujhe ho gaya
Kiasi yeah
Ajab si pyas hai
Dabi dabi aas hai

Dil ki kitaab pe
Haatoh pe main likhkhu
Har jagah naam tera
Kiasi yeah
Ajab si pyas hai
Thoudi thoudi khaas hai

Tu joh hase toh sukoon mile... mere
Jeevan mein aasha ke rang bhare

Tu mujhe mere hi pass mile.. jab bhi
Dhhoodhu tujhe band aakh kare

Etna pyaare kyu tu lage mujhe yeah bata
Sathiya beliya tujhe kis
Jagah kis tarah main aake milu

Zara zara dil ki
Dil se baatein karuu..
Teri nazaroh mein
Doobuu ya main taruu..

… Skipped next 5 paras ... just too difficult to came up with words and rhyme … I gave up 😅

Zara zara dil ki
Dil se baatein karuu..
Teri nazaroh mein
Doobuu ya main taruu..

Tujhe kya main naam du
Teri kya misaal du
Jaise baadal mein chippi hai
Boodein hazaaroh par unse alag hai tu,
Jaise phholoh main chippi hai
Khusbhoo ghulab ki par unse alag hai tu,

Zara zara dil ki
Dil se baatein karuu..
Teri nazaroh mein
Doobuu ya main taruu..

Bhale Bhale https://youtu.be/qNrG2uFtPmQ
Try to listen and read at the same time, you should surely get it 👍
The first two-three lines are skipped, feels like more of a dialogue

Comments

Popular posts from this blog

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.

Kabhi aake mil, tujhe dekh lu

Intense Love  Kabhi aake mil, tujhe dekh lu, Tu najane kabse, zehen mein hai. Tujhe yaad kar-ta hu bhool ke, Mera ghar yaha, tere ghar mein hai. Mujhe kya khabar, ke main hu kaha, Tera naam bas, safar mein hai. Teri aarzoo, Teri aahatein,  Tera dabdabaa, mere dil mein hai.