Skip to main content

Posts

Showing posts from April, 2003

Jivan samay ki noke par

JAB ANTH KAREEB HO! Jivan samay ki noke par, aakar simat gaya,    Chalna to cha-hata tha magar, sab khuch badal gaya. Saaya mera mujko mare samjhe yu lipat gaya,    Jine ki aas khudko de-de kar fhir palat gaya. Jab Jivan samay ki noke par, aakar simat gaya,    Mujhe dekhkar hasta jo mukh aasu baha gaya. Chalna to cha-hata tha magar, sab khuch badal gaya,    Jab Jivan samay ki noke par, aakar simat gaya.