Skip to main content

Posts

Showing posts from October, 2013

Hamare ghar pe jaane kyu

Insight: Duality Hamare ghar pe jaane kyu,(1) Chale voh roz aate hai.(2) Ghadi bhar ko teherte hai,(3) Ghadi bhar muskuraate hai.(4) Koi rishta nahi yu toh, Koi pehchaan nahi milti, Purane zakhm bharte hai, Naye khuch chod jaate hai.(1)(2)(3)(4) Koi uljhi si dori ho, Toh koshish kar sulaj jaye, Unhe hum khud banate hai, Banakar phir mitate hai. (1)(2)(3)(4) Sulagti dhoop ka cehra, Chupa badal mein hai jaise, Kabhi voh bhool jaate hai, Kabhi voh yaad aate hai.(1)(2)(3)(4)

Teri Awaaz Ko Sun ke

Tribute to Jagjit Singh: Teri awaaz ko sun-sunke likha karta hu, (1) Main tere naam se jag jeet liya karta hu. (2) Tere gaanoh ka asar mujpe bahaut haavi hai, Tu nahi hai toh phir bhi tujse mila karta hu. (1)(2) Koi aukaat nahi hai ab ke gaane vaaloh mein, Dabe afshosh se yeh baat jiya karta hu. (1)(2)

Teri awaaz ko sun sunke likha karta hu

Tribute to Jaggit Singh Teri awaaz ko sun sunke likha karta hu, Main tere naam se jag jeet liya karta hu. Tere gaanoh ka asar mujpe bahaut haavi hai, Tu nahi hai toh phirbhi tujse mila karata hu. Koi aukaat nahi ab ke gaane vaaloh mein, Dabe afshosh se yeh baat jiya karta hu.

Asking the RIGHT Questions

The modern society has increasingly subsided an ability to ask the right questions among its pupils. In fact, it’s one of the cornerstones of this 21 st century. With the overwhelming increase in population and technology, one of the most fundamental characteristics of been human is ignored and is decisively kept out of the picture from all sort of modern livelihoods. Almost everything we do, it has embedded a transactional structure within it, which is the epitome of our social greed and delusion. We live life as a series of transactions which is basically a measured give and take of things, feelings and or emotions. We are not a part of any universal process anymore, at least we think we don’t and so we are not concerned about the reality as it actually is since the reality that we have invented in our heads is keeping us quite busy. We have adopted an approach of living an individualistic life, thus converting everything we have surrounding us, like forests, rivers, the

Jalwo see husn bhar gaya

Jalwo see husn bhar gaya, hai yaar ka mere, Dekho toh sahi rang kya, hai yaar ka mere Naadiyaan hai khuch, Khuch mere yaar mein ada, Thoudi si bekhudi hai, Bahaut pyar ka nasha, Dekho meri nigaah se,  roop yaar ka mere