Kadavi hakikat Badan ko dikhana aur chupana tera ruk-ruk ke, Nazar milana aur churana tera ruk-ruk ke, Voh baat karte muskurana tera ruk-ruk ke, Mujhe yeh kadavi hakikat ka pata daiti hai. (2) Nazar bachake tu zara joh khudko dekhegi, Toh tere kaam tere ghar ko daga daite hai. (1)(2) Main na aashik, na divana, hu fasana tera, Kya pata fhir bhi kyu tumhe yeh jaam daite hai, Nasha hai essme, mehez tere kaam-aadat ka, Ke khud-koh rokeyeh, yeh rouke bayaan daite hai.(1)(2)
A collection of blogs, poetry, sketches, and insights