Skip to main content

Swapana varsha sa hai, kathma hota nahi


Swapana varsha sa hai, kathma hota nahi,
Har musafir ko voh,  yu bhigota nahi,
Bhigte esme voh, paani mangil jinhe,
Sach ki raho mein chalna sanjota nahi,
Bund kehti hai chalke toh rukna nahi,
Aur kahi bhi giroh, par hai jukna nahi,

Comments

Popular posts from this blog

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.