Skip to main content

Posts

Showing posts from September, 2004

EK NAZARA HAI KE NAZARE MEIN

EK NAZARA HAI KE NAZARE MEIN, UNKE AANE SE PHOOL KHILTE HAI, VOH HUME PYAAR SE BULATI HAI, HUM UNHE SAYARI SUNATE HAI. UNKI AAKHO KI LAMBI GEHRAYI, HUM TOH RUK-RUK-KE SAFAR KARTE HAI. UNKI KATIL SI HALKI AANGADAE, HUM UNHE DEKH-DEKH JITEH HAI. UNKE CHU-NE SE DIL KO CHAIN MILE,         PHIR HUMEIN CHU LE VOH, ENTAJAAR KARTE HAI.

Kab Tak Khudko Fhasi Dougeh

Bas Ab Bahut Hua Kab Tak Khudko Fhasi Dougeh, Kya Paya Hai, Kya Khoaogeh, Dil Hi Dil Me Haar Rahe Ho,        Bas Ab Bahut Hua. Munkin Si Ek Chiz Nahi Hai, Namunkin Si Har Chiz Padi Hai, Kitna Khudko Dhoka Dougeh,        Bas Ab Bahut Hua. Dekho Toh Jina Hai Muskil, Soch-Cho Toh Anjaan Hai Manjil, Kis Mangil Ko Yaar Chunohgeh,        Bas Ab Bahut Hua. Chaho Lekin Sach Mein Jinaa, Hogi Khusiyaa Khatam Khabhi Na, Kab Tak Sach Se Muh Modohgeh,        Bas Ab Bahut Hua.

PAARAS MANI KI CHANDANI

PAARAS MANI KI CHANDANI JAANE KAHA GAEE,          AB AESI CHANDANI SE DUR KAISE MAIN RAHU, PARVAT,NADI,BAHAR BHI ASHUDH HAR KAHEE,          KISKE SAHARE JINDAGI KE DARD MAIN SAHU. HAR SHAKHS JAISE ADHMARA HAR SAAS GHANDAGEE,          KISKO SEHER MEIN ZI-TE-ZI INSAAN MEIN KAHU.