Skip to main content

Leher ut-thi hai, havaaoo ne khuch


Leher ut-thi hai, toh, havaaoo ne khuch kaha houga,
Ya kisine bhare zakmoh ko phir chuaa houga.

Dil yeh behte hua paani ko pasand karta hai,
jaise tehra hua paani toh jaljala houga.

Dil yeh paagal toh muhabbat se gunaah karta hai,
kisne kudrat ko banaavat se phir chala houga.

Dil yeh hasne ke liye har ghadi hi routa hai,
Koi hasne ke liye phir kahi rouyaa houga.

Kisne paththar se sumandar ko "aah:" di hougi,
Ya kisne bepanaah zillaat ko phir saha houga.

Kisne phir dharm ko yu khudkhusi si di hougi,
Ya kisne dharm ko himmat se rehnuma houga.

English Translation:


There are waves in the sea again,
reason 1:
this wind must have said something to sea.
reason 2:
or Someone must have hurt the recovering
old wounds of someone.

This heart likes to see waterfalls or simply
flowing water,As if the water which is standstill
is like a volcano which is going to hurt.

This heart have trained itself in doing crimes lovingly,
reason 3:
Someone may have tried to cheat the nature again.

This heart keeps on crying for the sake of happyness,
reason 4:
someone must have cried again for the sake of happyness

reason5:
someone may have thrown a big pebble to hurt the sea,
reason6:
or someone may have patiencely bear the undeservable insult again.

reson7:
someone may have again broke the neck of the "nature/dhamma"
reason8:
or someone may have made dhamma his teacher from hence forth


Comments

Popular posts from this blog

Chikh tanhai mein Jaa kehti hai

Ghor Sach ka Ehsaas Chikh tanhai mein Jaa kehti hai, Guftagu dil mein lagi rehti hai. Zakhm houta hai be-asar lekin, Chout koune mein dabi rehti hai. Roz kiske hai kar rahe dhoukha, Aakh yeh soch mein jagi rehti hai. Khush hai woh aaj uske cehre pe, Dekhiye kab talak hasi rehti hai. Jindagi maut se milne ke liye, Haal ho khuch bhi saji rehti hai.

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.