Skip to main content

Sapnoh ki gaadi mein hou-ke savaar


Sapnoh ki gaadi mein hou-ke savaar,
Dhundhu mein tujko kyu mere yaar,
Na milti hai mujko, na dhikti hai tu,
Phir kyu tuj se milne ki aasha hai kyu,
Gar sach hai joh tu, toh aa paas aa,
Mujko tu ab toh gale se laga,
Na tadpa tu mujko, na enkaaar kar,
Aa paas aake tu, ezh-haaar kar, (1)
Jara sa toh mujko, tu pyaar kar,
Mere pyaar ka mujse ekaraar kar.   (1)

Comments

Popular posts from this blog

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.