Skip to main content

NEEND KE KAANO MEIN SAPNO KA SHOR


SUHUB KI NEEND

NEEND KE KAANO MEIN SAPNO KA SHOR, (1)
         SOCHE HUM KABHIE KABHIE KI AB NA HO BHOR.
PAR RUKI NA RUK SAKI SAMAY KI DOR,
         LO FIR SE HUM AA GAYE SURAJ KI AUR.
AASHA HAI AB KAB HO ANAND CHAKOR,
         JO LE JAE FIR SE HUMMEIN UNN SAPNOH KI AUR,
KITNA SHAANTI-DAYAK HAI YE SAPNO KA DAUR,
         PHIR KYU NACHE HAR RAAT KE BAAD BEDARD SURAJ KA MOR,
ROKE HUMEH HAR VAKT HONE SE ANAND-VIBHOR.  (1)

Comments

Popular posts from this blog

Chikh tanhai mein Jaa kehti hai

Ghor Sach ka Ehsaas Chikh tanhai mein Jaa kehti hai, Guftagu dil mein lagi rehti hai. Zakhm houta hai be-asar lekin, Chout koune mein dabi rehti hai. Roz kiske hai kar rahe dhoukha, Aakh yeh soch mein jagi rehti hai. Khush hai woh aaj uske cehre pe, Dekhiye kab talak hasi rehti hai. Jindagi maut se milne ke liye, Haal ho khuch bhi saji rehti hai.

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.