Skip to main content

Sitaro ne kaha mujse tere mehboob ki aankhe


Aankhe

Sitaro ne kaha mujse tere mehboob ki aankhe,
Jahan ka noor hai koi ya muj si hai yeh do aankhe,
Khuda bhi sar ko jukha de aesi fitrat bhari aankhe,
Mujhe tuj se sikayat hai tere mehboob ki aakhe,
Mujhe jo dekhna chahe to bas vakt raat khafi hai,
Tere daman mein pura saath mujhe kitna satati hai,
Hasi jinmeh nami jinmeh jine ka saath hai jinmeh,
Bade kismat se mili hai tujhe nayab yeh aankhe.

Comments

Popular posts from this blog

Chikh tanhai mein Jaa kehti hai

Ghor Sach ka Ehsaas Chikh tanhai mein Jaa kehti hai, Guftagu dil mein lagi rehti hai. Zakhm houta hai be-asar lekin, Chout koune mein dabi rehti hai. Roz kiske hai kar rahe dhoukha, Aakh yeh soch mein jagi rehti hai. Khush hai woh aaj uske cehre pe, Dekhiye kab talak hasi rehti hai. Jindagi maut se milne ke liye, Haal ho khuch bhi saji rehti hai.

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.