Skip to main content

Es dukh bhare jahan ka ehsaan maanta hu


JIVAN KA HISAAB KITAAB

Es dukh bhare jahan ka ehsaan maanta hu,
         Mein aaj ka hi apse hisab mangta hu,
Kya kho gaya hai hume,
         Kya aaj sukh hai paya,
Bas joothi shano-shorat ,
         Aur jothi sab ki kaya,
Jo pas hai hamare,
         Vo us nadi kinare,
Jaha dubi sab ki kasti,
Sapne tute hamare,
Yeh jaankar bhi hum-tum,
Baithe hai us sahare,
Jo saath de hamesha,
      (Kare) sapne sach hamare.

Comments

Popular posts from this blog

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.