Chaha na karo mujko, gora na mein kala hu,
Mat kaho ke tum ho meri, aur mein tumhara hu,
Har jeet ki bazi ko, main janke hara hu,
Ab jooth na kaho tum, mein jaan se pyara hu,
Ab rehham bhi kardo mujhe, mein ab bhi kavara hu,
Na tang karo yu mujko mein vakt ka mara hu.
Chaha na karo mujko, gora na mein kala hu,
Comments
Post a Comment