Skip to main content

Pyaar agar aag hai toh


MEIN TUJKO PASAND KARTA HU

Pyaar agar aag hai to mein jalna pasand karta hu,
      Aur agar dard hai toh, mein rouna pasand karta hu.

Tu mujhe chahe na-chahe yeh teri uljan hai ,
      Mein diwana tera hu, tujko pasand karta hu.

Phool laakoh hai es jamane ke bagicho mein,
      Mein magar un-me sirf tumko pasand karta hu.

Maut aani hai to aaye koi afsosh nahi,
      Shart sirf ek tere dar ko pasand karta hu.

Yu to sajane aur savarne ki aadat hi nahi,
      Tere aane se unko bhi pasand karta hu.

Ye khuda tujko mera naam ne de munkin hai,
      Mein mere naam ko badnaam pasand karta hu.

English Translation:

If love is fire then i love to get burn on it,and
If love is pain then i love to cry along with it.

You do love me or dont love me its depend on you,
I am mad in your love and so I do like you.

There are many others with whom I can get fall in love,
But among them its only you and so I do like you.

If death is to come to me then let it come I am not
afraid but I bet to him to kill me only at your doorsteps

I dont like to get dressed well and do makeup a bit before,
But because of you i've changed and now I like them too.

This god may not help me to append my (sur)name to yours,
But then i love to be make my name as nameless forever

Comments

Popular posts from this blog

Chikh tanhai mein Jaa kehti hai

Ghor Sach ka Ehsaas Chikh tanhai mein Jaa kehti hai, Guftagu dil mein lagi rehti hai. Zakhm houta hai be-asar lekin, Chout koune mein dabi rehti hai. Roz kiske hai kar rahe dhoukha, Aakh yeh soch mein jagi rehti hai. Khush hai woh aaj uske cehre pe, Dekhiye kab talak hasi rehti hai. Jindagi maut se milne ke liye, Haal ho khuch bhi saji rehti hai.

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.