Skip to main content

KINARE PE KAHA DARD-DE-NISHANI


Kinara aur Gehrai (Shore & Depth of pain of a sea)

Kinare pe kaha dard-de-nishani,
    dhund paaogeh,
Joh ghav hai voh barsoh se chupee,
   gehraiyo mein hai.

Unhe dhunde se achcha hai,
  ke paani mein dava bhar do,
Asar toh ho hi ja-ae-gaa,
  yeh dum sach-cha-eyoh  mein hai.

English Translation:

Stop finding the roots of your pain on the shores,
The wounds are hidden deep within the depth of a sea.

Its not worth it now to dive in and search for your wounds,
Better it is to drop the medicines in the water and let those wounds heal,
just trust the characteristic of a water, its reality, its laws, its truth!!

Comments

Popular posts from this blog

Chikh tanhai mein Jaa kehti hai

Ghor Sach ka Ehsaas Chikh tanhai mein Jaa kehti hai, Guftagu dil mein lagi rehti hai. Zakhm houta hai be-asar lekin, Chout koune mein dabi rehti hai. Roz kiske hai kar rahe dhoukha, Aakh yeh soch mein jagi rehti hai. Khush hai woh aaj uske cehre pe, Dekhiye kab talak hasi rehti hai. Jindagi maut se milne ke liye, Haal ho khuch bhi saji rehti hai.

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.