Skip to main content

Posts

Showing posts from May, 2008

Hum jise bhool samajte the

Chahat Joh Hai Woh Kyu Hum jise bhool samajte the, woh dhoka hi sahi, Dil yeh pagal na jaane phir bhi unhe chahata hai. Koi chahhe bhi to hoh kaise bair hasne se, Voh joh chahhe hummein to roune mein maja aaata hai Dil yeh pagal na jaane kaise unhe chhata hai. Hum jise bhool samajte the woh dhoka hi sahi

Douno taraf se aadami jab fhas sa jaata hai

Kab Yaad Khuda ki Aayi? Douno taraf se aadami jab fhas sa jaata hai,      Tab raah dikhane ko khuda yaad aata hai. Jab dhusmani ke jaal mein bhandh khud ko pata hai, Toh dost ke saaya mein khuda yaad aata hai. Jab baag ki khusbuu ki ghandh jaan jata hai, Tab dard mein, katoh mein khud aata hai.

Voh mera haq bhi mera sar jhuka ke daite hai

Haq-ae-bandagi Voh mera haq bhi mera sar jhuka ke daite hai, khuda kare ke sar jhukane pe hum ghut na mere. Bahaut saha hai mere dil ne jindagi ke liye, khuda kare ke phir hummein yeh jindagi na mile. English Translation: He is giving me my a thing on which i have right but only after i am ready to bend on knees. OH! god please bless me and givce me strength so that when i bend i wont die from within. I have enliven so much of pain for this "life ", for fulfilling my wish, Oh! god please bless me god so that I wont get a next life again.