Skip to main content

Voh mera haq bhi mera sar jhuka ke daite hai


Haq-ae-bandagi

Voh mera haq bhi mera sar jhuka ke daite hai,
khuda kare ke sar jhukane pe hum ghut na mere.

Bahaut saha hai mere dil ne jindagi ke liye,
khuda kare ke phir hummein yeh jindagi na mile.

English Translation:

He is giving me my a thing on which i have right
but only after i am ready to bend on knees.
OH! god please bless me and givce me strength
so that when i bend i wont die from within.

I have enliven so much of pain for this "life ",
for fulfilling my wish, Oh! god please bless me
god so that I wont get a next life again.

Comments

Popular posts from this blog

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.

Kabhi aake mil, tujhe dekh lu

Intense Love  Kabhi aake mil, tujhe dekh lu, Tu najane kabse, zehen mein hai. Tujhe yaad kar-ta hu bhool ke, Mera ghar yaha, tere ghar mein hai. Mujhe kya khabar, ke main hu kaha, Tera naam bas, safar mein hai. Teri aarzoo, Teri aahatein,  Tera dabdabaa, mere dil mein hai.