Skip to main content

Hum jise bhool samajte the


Chahat Joh Hai Woh Kyu

Hum jise bhool samajte the, woh dhoka hi sahi,
Dil yeh pagal na jaane phir bhi unhe chahata hai.

Koi chahhe bhi to hoh kaise bair hasne se,
Voh joh chahhe hummein to roune mein maja aaata hai

Dil yeh pagal na jaane kaise unhe chhata hai.
Hum jise bhool samajte the woh dhoka hi sahi

Comments

Popular posts from this blog

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.

Kabhi aake mil, tujhe dekh lu

Intense Love  Kabhi aake mil, tujhe dekh lu, Tu najane kabse, zehen mein hai. Tujhe yaad kar-ta hu bhool ke, Mera ghar yaha, tere ghar mein hai. Mujhe kya khabar, ke main hu kaha, Tera naam bas, safar mein hai. Teri aarzoo, Teri aahatein,  Tera dabdabaa, mere dil mein hai.