Skip to main content

Phir-se tufaan ka aana hougaa


Phir-se tufaan ka aana hougaa,
Phir tabaahi mein jamanaa hougaa.

Log jeene-ko phir se shikhenge,
Phir se har shaksha dewaanaa hougaa. (1)

Vakt jo beet gaya hai usko,
Ab-ke phir laut ke aana hougaa. (1)

Phool murjha gaya jo jeevan bhi,
Unko bhagvaan se milaanaa hougaa. (1)

Maut jo jeet gayi har baazi,
Aaj us ko bhi haraana hougaa. (1)

Comments

Popular posts from this blog

Chikh tanhai mein Jaa kehti hai

Ghor Sach ka Ehsaas Chikh tanhai mein Jaa kehti hai, Guftagu dil mein lagi rehti hai. Zakhm houta hai be-asar lekin, Chout koune mein dabi rehti hai. Roz kiske hai kar rahe dhoukha, Aakh yeh soch mein jagi rehti hai. Khush hai woh aaj uske cehre pe, Dekhiye kab talak hasi rehti hai. Jindagi maut se milne ke liye, Haal ho khuch bhi saji rehti hai.