Hum unhe chahate toh hai lekin,
Unse milne ki kaha haisiyat hamari hai
Ab dava kaam kar nahi sakti
dard se dosti hamari hai
phir jamana hai has raha hum par
phir voh hi jindagi hamari hai
sach ne bebol kar diya phir hummein
phir savaaloh pe chup hamari hai
Comments
Post a Comment