Skip to main content

Gujarate waqt ko


Gujarate waqt ko dusman yeh kehna muskil hai,
yeh apne dost ka daaman badalte rehta hai.

Khafa woh en dinoh, toh koi, nayi baat nahi,
yeh jhal ka dharma hai,roukoh toh, fhir bhi behta hai.

Tu eese dost banane mein bhale waqt hi le,
yeh sabko dost banane mein laga rehta hai.

English Translation:

Its hard to define time as our enemy because the time,
keeps on changing his friends every now and then

It has gotten angry on you these days, thats nothing new in it,
its the nature of water to flow, even if we wishes that it dont.

You may take time to make him your true/best friend,
But he is continousely busy in making all of us his friends
Moral :- Ones tears makes one smile

Comments

Popular posts from this blog

Chikh tanhai mein Jaa kehti hai

Ghor Sach ka Ehsaas Chikh tanhai mein Jaa kehti hai, Guftagu dil mein lagi rehti hai. Zakhm houta hai be-asar lekin, Chout koune mein dabi rehti hai. Roz kiske hai kar rahe dhoukha, Aakh yeh soch mein jagi rehti hai. Khush hai woh aaj uske cehre pe, Dekhiye kab talak hasi rehti hai. Jindagi maut se milne ke liye, Haal ho khuch bhi saji rehti hai.

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.