Neend aai toh aaaoge tum aaj bhi,
Phir hummein yu rulaaoge tum aaj bhi.
Phir se cha/aegi hum/tum pe nadaaniyaan,
Phool se muskuraoge tum aaj bhi.
Main patang sa baha jaaunga dur tak,
Dor meri shambhalouge tum aaj bhi.
Husn khanjar aur aakhe dou talwar hai,
Zakhm kitne lagaaaoge tum aaj bhi.
Surkh houtoh pe likkhi thi milke joh baat,
Kya mujhe phir sunaaoge tum aaj bhi.
Aaj bhi kya chali jaaaogi chod ke,
Mujko majanu banaoge tum aaj bhi
Phir hummein yu rulaaoge tum aaj bhi.
Phir se cha/aegi hum/tum pe nadaaniyaan,
Phool se muskuraoge tum aaj bhi.
Main patang sa baha jaaunga dur tak,
Dor meri shambhalouge tum aaj bhi.
Husn khanjar aur aakhe dou talwar hai,
Zakhm kitne lagaaaoge tum aaj bhi.
Surkh houtoh pe likkhi thi milke joh baat,
Kya mujhe phir sunaaoge tum aaj bhi.
Aaj bhi kya chali jaaaogi chod ke,
Mujko majanu banaoge tum aaj bhi
Comments
Post a Comment