Skip to main content

Mera hai tu mera hai

Mera hai tu mera hai,
Mera hai tu mera hai,
Mera hai tu mera hai naa!
Hai naa! hai naa!

Mera joh yeh safar hai,
Tere hi dar badar hai,
Tu hi toh mera ghar hai naa!
Hai naa!, hai naa!

Main tujko sochta hu
Tujho hi khochta hu
Koi tujko bataye naa

Chahe tu ya na chahe,
Yeh tera faisala hai,
Koi tujse gila hai na.




Comments

Popular posts from this blog

Main zakhm bharane baitha hu

Main zakhm bharane baitha hu, Tum dard badhana chod bhi do. Gham kitne jamane ke pee gaye, Tum aur rulaana chod bhi do. Sine se lagaye hu tumko, Yaadon mein bahana chod bhi do. Kismet ne kabhi baksha hi nahi, Ab aas lagana chod bhi do. Koshish karna hum bhool gaye, Nazaroh se rijhaana chod bhi do. Main rang lagane tatpar hu, Deewaar girana chod bhi do. Har cheez toh chodi hai humne, Ek naam tumhara chod bhi do.