Skip to main content

Dhundhali dhunali manjil

Pata nai, hai dur kahi,
Dhundali dhundali manjil,

Tej chalu, kis aur mudu,
Kaise main karu haasil

Muskil safar, par aas bhandhi hai
Girna shambhalna hi jindagi hai

Tanha tanha aage hai badhana
Saath mein chahe koi nahi hai

Pata nai, hai dur kahi,
Dhundali dhundali manjil

Tej chalu, kis aur mudu,
Kaise main karu haasil

Shayad phir yeh mod vohi hai
Pass se gujare log kahi hai

Haal sabhi ka jaane kya hai
Raakh kadam pe kya unki hai

Pata nai, hai dur kahi,
Dhundali dhundali manjil

Tej chalu, kis aur mudu,
Kaise main karu haasil

Pata nai, hai dur kahi,
Dhundali dhundali manjil

Comments

Popular posts from this blog

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.

Kabhi aake mil, tujhe dekh lu

Intense Love  Kabhi aake mil, tujhe dekh lu, Tu najane kabse, zehen mein hai. Tujhe yaad kar-ta hu bhool ke, Mera ghar yaha, tere ghar mein hai. Mujhe kya khabar, ke main hu kaha, Tera naam bas, safar mein hai. Teri aarzoo, Teri aahatein,  Tera dabdabaa, mere dil mein hai.