Skip to main content

Mujhe tum bin yu lagta hai

Mujhe tum bin yu lagta hai
Ke ssasein hadh se bhari hai
Addhurapan toh hai uspar
Ajab si bekakari hai

Kabhi baithu, kabhi chaldu,
Samay khuch kar nikal jaaye,
Bhatakta phir raha hai dil,
Kya gujari raat saari hai

Comments

Popular posts from this blog

Main zakhm bharane baitha hu

Main zakhm bharane baitha hu, Tum dard badhana chod bhi do. Gham kitne jamane ke pee gaye, Tum aur rulaana chod bhi do. Sine se lagaye hu tumko, Yaadon mein bahana chod bhi do. Kismet ne kabhi baksha hi nahi, Ab aas lagana chod bhi do. Koshish karna hum bhool gaye, Nazaroh se rijhaana chod bhi do. Main rang lagane tatpar hu, Deewaar girana chod bhi do. Har cheez toh chodi hai humne, Ek naam tumhara chod bhi do.