Skip to main content

Dhudla sa jeevan bahut jiya


NAI SUBHA, NAI SURUVAAT

Dhudla sa jeevan bahut jiya [1]
     Ab ek nayee subah aaye.

Jis mein mann mein haryali ho,
     Aur phuloo se khushbu ho.

Nn rok mil, nn tok mil ,
     Main bhi aau tu bhi aaye.

Na ristey ho, na naatein  o,
    Tan  panchi ban ke udd  jaye.

Do gunth main sagar pi jaau,
    Ek bhund mein mukhti mil jaye.

Comments

Popular posts from this blog

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.

Kabhi aake mil, tujhe dekh lu

Intense Love  Kabhi aake mil, tujhe dekh lu, Tu najane kabse, zehen mein hai. Tujhe yaad kar-ta hu bhool ke, Mera ghar yaha, tere ghar mein hai. Mujhe kya khabar, ke main hu kaha, Tera naam bas, safar mein hai. Teri aarzoo, Teri aahatein,  Tera dabdabaa, mere dil mein hai.