Andhero mein sayad koi bhi nahi, Yaha par andhera ujalo mein hai. Koi gahere sagar se darta nahi, Yaha par bhavandar kinaro mein hai. Koi kiska uttar samajta nahi, Yaha sabki uljan savalo mein hai. Yaha ek akela to marta nahi, Saath dene ki foujhe hazaro mein hai. Yaha jo galat voh hi ensaan hai, Sach kahtaktaa en aakho mein hai. Kisiko koi bhi to uljan nahi, Yaha sabki uljan yeh saasoh mein hai. Yaha eshwar ki chaya bhi dil me nahi, Par vo har aur matlab ki baato me hai. Katal karne ko koi bhi razi nahi, Jaher phir kyu yaha sab ke haatho mein hai. English Translation: There is no-one in darkness, in here i guess, because there's darknesss in this light itself. No-one is scared from that higly deep ocean,i guess there are tornado right at the shore itself. No-one is really understa...
A collection of blogs, poetry, sketches, and insights