Skip to main content

Apni Jawaani ko baich ke


Dark fact behind Actresses.......

Apni Jawaani ko baich ke, Sapno ki raani ban gayi,
Phir koi baiti kisi baap ki, aakho ka paani ban gayi.

Barso savara jise pyar se, lajja, guno aur sanskaar se,
Voh maa ki mamtaa ko thokar lagaa, paagal, diwaani ban gayi.

Apni Jawaani ko baich ke, Sapno ki raani ban gayi,
Phir koi baiti kisi baap ki, aakho ka paani ban gayi.

Comments

Popular posts from this blog

Chikh tanhai mein Jaa kehti hai

Ghor Sach ka Ehsaas Chikh tanhai mein Jaa kehti hai, Guftagu dil mein lagi rehti hai. Zakhm houta hai be-asar lekin, Chout koune mein dabi rehti hai. Roz kiske hai kar rahe dhoukha, Aakh yeh soch mein jagi rehti hai. Khush hai woh aaj uske cehre pe, Dekhiye kab talak hasi rehti hai. Jindagi maut se milne ke liye, Haal ho khuch bhi saji rehti hai.