Skip to main content

Unse nazar milane ka sapna saja liya


Unse nazar milane ka sapna saja liya
yeh kaun mil gaya jise apne bana liya
kal bekhudi joh thi meri (voh ab) tanhai ban gayi
mandir ko us shakhs ne mere mehkhaana bana liya

Comments

Popular posts from this blog

Main zakhm bharane baitha hu

Main zakhm bharane baitha hu, Tum dard badhana chod bhi do. Gham kitne jamane ke pee gaye, Tum aur rulaana chod bhi do. Sine se lagaye hu tumko, Yaadon mein bahana chod bhi do. Kismet ne kabhi baksha hi nahi, Ab aas lagana chod bhi do. Koshish karna hum bhool gaye, Nazaroh se rijhaana chod bhi do. Main rang lagane tatpar hu, Deewaar girana chod bhi do. Har cheez toh chodi hai humne, Ek naam tumhara chod bhi do.