Skip to main content

Main gujarata nahi toh kya karta


Main gujarata nahi toh kya karta,
tu toh magaroor tha main kya karta,
Mere hisse mein dard yu de kar
tu palattaa nahi toh kya karta
dillagi dil se kheli jaati hai
dil se na khelta toh kya karta

Comments

Popular posts from this blog

Main zakhm bharane baitha hu

Main zakhm bharane baitha hu, Tum dard badhana chod bhi do. Gham kitne jamane ke pee gaye, Tum aur rulaana chod bhi do. Sine se lagaye hu tumko, Yaadon mein bahana chod bhi do. Kismet ne kabhi baksha hi nahi, Ab aas lagana chod bhi do. Koshish karna hum bhool gaye, Nazaroh se rijhaana chod bhi do. Main rang lagane tatpar hu, Deewaar girana chod bhi do. Har cheez toh chodi hai humne, Ek naam tumhara chod bhi do.