Skip to main content

SAVAAL JO BHI KIYA HAI


SAVAAL JO BHI KIYA HAI, VOH UNSE HAI KYU KHAFA,
MERI NAZAR MEIN TOH DIYA HAI, VOH ENSE HAI KYU KHAFA.

KITAB UNNE PADHI JO, VOH MAINE LIKH NE PADHI,
SAHER TOH UNSE MILA HAI, MERE TOH SSAATH JAMIN,
HISAAB MAINE DIYA HAI, VOH ESSE HAI KYU KHAFA.

GAGAN MEIN JO BHI CHAMAK HAI, VOH TOH EN AAKHO SE HAI,
MEHEK JO BHAGOH-CHAMAN ME HAI ,VOH TOH EN SASOH SE HAI,
YEH SACH JOH SAB SE BADA HAI, VOH ESSE HAI KYU KHAFA.

MEIN UNKI ULJANO KO, DARD KO VIRAAM KARU,
VOH GALAT RAAHO MEIN HAI, MEIN YEH BAYAAN KARU,
SHUBUT PYAAR MERA HAI, VOH MUJSE HAI KYU KHAFA.

Comments

Popular posts from this blog

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.

Kabhi aake mil, tujhe dekh lu

Intense Love  Kabhi aake mil, tujhe dekh lu, Tu najane kabse, zehen mein hai. Tujhe yaad kar-ta hu bhool ke, Mera ghar yaha, tere ghar mein hai. Mujhe kya khabar, ke main hu kaha, Tera naam bas, safar mein hai. Teri aarzoo, Teri aahatein,  Tera dabdabaa, mere dil mein hai.