Skip to main content

Yeh duniya mere zakhmoh pe


Yeh duniya mere zakhmoh pe,
galat vayopaar karti hai,
Nihatta hu na jaane phir kyu,
mujpe vaar karti hai?

Tamamna hai, hai jazbaa bhi,
bhala main dil se jeeta hu,
Mere yeh, dil se jeene pe,
shakata(heavy) inkaar karti hai?

Comments