Skip to main content

Bade afsosh ki hai baat


Bade afsosh ki hai baat, mein sach kehta hu,
Koi aaye, ya na aaye, mein toh je leta hu,
Pehle nazaro ko lagi rehti thi kisi ki talash,
Ab akele hi mein, mehfil ko saja deta hu,
Pehle tan-hai se dil daar ke rone lagta tha,
Ab lage daar toh ghame-dil ko hasa de-ta hu,
Koi muskil nahi hai jab talak hai saath khuda,
Koi uljan sataye toh bhula deta hu.

Comments

Popular posts from this blog

Chub raha raaz, koi dard

Commander in Chief (Mukhiya of the house) on Losing a Battle Chub raha raaz, koi dard, mere dil mein tha, Likh diya aaj, sabhi khuch, jo mere dil mein tha. Humne awaaz, lagane ki, bahaut koshsish ki, Fasala khud se, qayamat ka, mere dil mein tha. Ladhte ladhte, thaka khoon, sukhe zakhm mere, Hosala kitna, ladhaku sa, mere dil mein tha. Taras rahi thi, nighaein, koi rasta toh mile, Mujhe khabhar na-thi, naksha toh, mere dil mein tha.